Identify of quality
Samrat Chandragupt Maurya Acharya Chankya ka kaafi aadar karte the. Magar kahi unke man me shreshtha ki bhaavna bhi ghar karne lage thi. Ye baat unke nature me jab tak parox roop se jhalak jaaya karti thi. Acharya Chankya ye unki ye manodasha chupi nahi thi. Magar ve sahi mauke ki talash me the. Ek baar jab samrat Chandragupt Maurya ne majak ke sawar me unse kaha, mai aapki vidhta sujh bujh or chaaturya ki daad deta hu. Lekin accha hota agar bhawan ne aapko sudar roop b de diya hota. Chankya ne jaan liya ki samrat ko apne saundrya par ghamand ho gya hai.