Mazeedar aur Laziz Samosay

in #samosay7 years ago

Samosay bohat hi mazeedar aur laziz hote hain aur Pakistan main log samosay khaney ko bohat ziada pasand karte hain Middle east aur South Asia main bhi samosay bohat ziada pasand aur khaye jaate hain aur bache bhi bohat shooq se samosay khana pasand karte hain Samosay bohat c kisam k hote hain jaise Qeema wala samosay Aloo wala samosay Chicken samosay kaghzi samosay aur bhi bohat se samosay hain jo pakistan main khaye jaate hain
1.jpg
Ramazan main log iftaari main samosay ko khana pasand karte hain aur iftaar main samosay k beghair iftaari ka maza nahi ata main bhi bohat shooq se samosay khana pasand karta hon ziada tar log samosay raita aur ketchup k saath khana pasand karte hain aj kal ghar main bhi samosay banaye jaate hain aur bohat shooq se khaye jaate hain
2.jpg

Sort:  

Pakistan ZindaBad 💖
Aftarii ma somosay 😋

Coin Marketplace

STEEM 0.15
TRX 0.24
JST 0.030
BTC 84433.29
ETH 1595.70
USDT 1.00
SBD 0.81