The life of poverty

Dear Steemians,

Aaj ki photography bahut hi special hai, Ye photo kal shaam ko maine liya tha. Ye dekh kar bahut afsos hota hai yaar. Inke pass koi ghar jameen nahi hai. Jaha mann kare waha tambu laga ke rah lete hai ye log. Baarish ho thanda ho garmi ho. Kaise bhi kar ke ye log adjust kar lete hai.

Pata nahi kab humare desh se poverty khatam hogi. Khair dosto kaisa laga aap ko meri photography. Comment kar ke mujhe jarur bataye.

EXIF INFORMATION

CameraNikon D3200
Shutter Speed1/400 sec
Aperturef/5
ISO320
Focal length75 mm
LocationGuwahati

Coin Marketplace

STEEM 0.24
TRX 0.26
JST 0.040
BTC 96724.88
ETH 3455.53
SBD 1.54