---Honey( Shahd)business ki project cost kia ho gi_????????????/
Aslam O Alikum,
How are you my steemit friends??? Hope every steemit guy will be fine and happy in his love life, Freinds Honey business ke baare me main aap ko apni pheli 2 posts main kafi information dy chuka hon agar aap ne meri wo post abi tak read nahi ki hain to un ko bi read kar lain ap ko boht fida ho ga link de dunga aap jarur padh lena. Waha se aap ye sikh jaaoge ki kaise project report taiyaar karna hai aur total kitna invest karna hai. Aaj main aap ko project cost ke baare me bataunga.
Aisa hoga aap ka project cost.
Friends yeh ap py denpand karta hai ky ap kon sa unit lagna chahty han main aap ko 20,000 yearly honey banane waali unit ka cost batane jaa raha hoon. Agar aap ko honey ka business karna hai ya fir aap koi bhi business karte hai to aap ko to maloom hoga jagah bahut jaruri hai agar place hi nahi hoga to hum business kaise karenge.
To iss ke liye aap ke pass kam se kam 10x10 ki ek jagah honi chahye. Honey banani waali machine par total 12 lakh rupya ka investment aayega. Fir bottle, fir rakhne ke liye storage tank wagera. aur baaki ka miscellaneous mila kar total 10-12 lakh rupya lag hi jaayega. Chote chote samaan hai lekin bahut kuch aap ko lena padega honey ke business karne ke liye.
Kitna investment karna hoga kaise kiya karna hoga ye sab to aap jaan chuke hai lekin main aap ko apni agli post me bataunga ki aap ko income kaise hogi.
friends meri agli post ko jarur padhe income pata chalega tab to aap iss business ko karoge na ab income ke baare me pata hi nahi chalega to aap kaise iss business ko kar sakte hai. Saath hi iss series ke ye 2 post hai aap iss ko jarur padhe.
main apni agli post lay kar boht jald hajar hon ga, our mary post ko read karny ka boht boht sukria ,,please mary is post ko upvote our comments bi kar dain, take care all of you ,,,,,,,,,,,,,,,,,,
i also like this business and appreciate your words , i will try my best to start this business as soon as possible , i upvote and follow you