roza rasool (pbuh)
Nabi pak hazrat muhammad PBUH hamare akhri nabi or rasool han is dunian k tamam musal man ap PBUH ko apni jan se ziada pear kare han or har waqit ap api jan warne k liya tayar rahte han or jub bhi koi musalman haig k liye jata he to wo roza rasool ki ziarat zaroor karta he mohabat se roza ki jalion ko chomta he is taran har musalman apni mohabat ka izhar karta he

