Best google ad sense alternative in hinglish/urduish

in #google3 years ago

hiii, dosto ek baar fir main apka dost BK le aaya hu apke liye kamai ka ek or tarika ,

Referral :- Advertise with Anonymous Ads

ji haan dosto google ad sense ka alternative wo bhi bina verification or mahino intezar kiye bina ,
id banate hi activate ho jati hai or aap ads create kr ke apni website pe code laga kr jald se jald kamai suru kar skte hai,

ji haan main baat kr raha hu A-ADS ki

A-ADS ek aisi compani hai jo apko bina verification ke hi ads lagane deti hai or kamai karne deti hai ,

mere diye gye Referral ka istemal kr ke aap A-ads ki website par pahunch jayenge ,

fir apne registration kar leina hai , account ko activate krne ke liye apke,
email par activation link ayega use se aap apne account ko activate kr lein,

fir sign in kr lein , or
image.png

create an ad unit par click kr ke aap ads codes lekar apni website par laga dein ,
dhayan rakein ki aap jo usr me adrees daal rahe hai usi web page par uss code ko dale ,

aap 1 hi page ke liye 3 ads create kr skte hai, ek haeder ke liye or ek footer ke liye or ek ,
int]dex ke liye ,

ho skta hai ads lagane ke baad apko 2 din tk wo sirf 1 hi ads ka pasisa de,
par aap 5 se 7 din baad dekhe agr apko apni 3 ads ka paisa mil raha hai toh enjoy kre,
or ads ki income withdrawal ki amount tak pahunchne dein .

agr teeno ads ka paisa nahi mil raha hai bhi ads ko lage rahne dein iss se apko baki ki,
2 ads ka ya 1 ad ka paise, jayada milenge bajaye sirf ek ad lagne ke.

ek baat bata du apko yaha paise usd ya INR ya PKR me nahi balki Bitcoin me milte hai,
par inko nikalna bahut hi asan hai main apko wo bhi bataunga,

A-ADS se BITCOIN me mile rupe ko aap kaise account me dal skte hai ?

pahle aap A-ADS ke finance option me jaye
image.png

or waha withdrawal option ko select kre fir forum ke pahle option me bitcoin select kre second option me ,
bitcoin address dalein jo ki aap niche referrals me diye gaye wallets ka istemal kr ke bana skte hai,
3rd option me withdrawal ka minimum allowed amount dalein , fir apna A-ADS ka password dalein ,
or update withdrawal settings par click kre .

ab agr india me hai toh bahut si bitcoin trading apps hai
jaise

ZEBPAY :- http://link.zebpay.com/ref/REF26936291
ya
BITBNS :- https://ref.bitbns.com/13325

inka istemal kr ke aap bicoin ka wallet adress le or A-ADS me withdrawal address me,
daal de or jab withdrawal apke in wallets me aa jaye toh use account me daal lein.

agr apko ye smjh me nahi aya ki aap kaise inn wallets me account banayenge or ,
bank me paise lenge toh agla blog me isi pe likhunga ,

ab agr aap pakistan me rahte hai ya india me toh bhi aap iss trike se paise apne acount me lein skte hain,

2nd tarika hai payeer :- https://payeer.com/05162228

iss ka bitcoin ka adrees lekar aap sidha withdrawal bitcoin address me dale or email me apko iss bitcoin withdrawal address ko confrm karne ke liye link ayega use click kr ke aap sabse pahle apne withdrawal address ko cnfrm krenge jab n=bhi new bitci=oin withdrawal address dalenge har baar apko confrm karna hi padega agr aap iss baar baar badlte hai toh hi apko aisa krna hai agr ek hi rakhenge toh apko aiss krne ki jarurt nahi hai , apka withdrawal apne aap apko milta rahega .

ummid krta hu apko ye post pasand aaya hoga,

mera post padhne ke liye thankx.

Coin Marketplace

STEEM 0.26
TRX 0.20
JST 0.036
BTC 93990.77
ETH 3431.89
USDT 1.00
SBD 3.97