Rahat Packages for Farmers-2

in #farmer7 years ago

Indian sugar mills association ke DG Avinash Verma ke mutabik sarkar ne cheeni ka minimum price 29rs per kg tey kiya hai. Jo utoadan laagat se kam se kam 7-8rs kam padta hai. Saath hi 10lakh tone sugar milo ka buffer stock se itni cheeni godam me padi rehagi. Yahi bazar me aati, to abhi jo aapurti ka dabav hai, us se badi rahat milti. Aeise me package se kuch samay ke hal ke baad fir yahi samaysya ubhar aayegi. Sugar industry ko Lambe samay tak ke liye samadhan ki jarurat hai.
Picle saal desh me 250lakh tone utpadan ka target tha. Lekin asal me utpadan 322 lakh tone hua. Pichle saal ki suruaati stock 40lakh tone ka tha. Matlab desh me 360lakh tone cheeni abhi bhi uplabadh hai.

Image-http://uttarhamara.com/uttar-pradesh-is-ready-to-creat-history-in-sugarcane-production/

Sort:  

You got a 2.12% upvote from @postpromoter courtesy of @aparna!

Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!

Coin Marketplace

STEEM 0.24
TRX 0.25
JST 0.040
BTC 94247.78
ETH 3407.39
USDT 1.00
SBD 3.45