Eid-ul-Fitar Islamic Festival
Eid-ul-Fitar (Eid ul-Fitar, Eid) islamic mahinay shawal ka pehla din hai jo k islamic month ramadhan k khatam hotay hi shoro hojata hai or ramdhan rozay wala mahina hota hai jis main sab muslims per rozay faraz kiye gaye hain.
Tamam Muslim EiD(Eid al-Fitr) k din kutba suntay hain zakat/fitrana ada karte hain or apnay bachon ko tohfay(eidi) datay hain.
Eid(Eid-ul-Fitar) Arbi ka lafz hai jiska matlab Khushi (Happiness) k hain , Or fitar ka matlab roza kholne k hain yani ramzan ka mahina or rozay eid k din khatam ho jatay hain.
Eid ul fitr kay din rozay rakhne ka mahina khatam hota hai, is roz Allah tala bandon ko rozah aur ramazan main ki janay wali ibadat ka sawab ata kartay hain. Isi wajha se is ko Eid-ul-Fitar ka naam dia gya hai.
I like it, I am islam, welcome to ramadhan
Thanks ! Have A Great Day @muzawir85 .
Ramadhan mubarik in advance.
Thanks ! Khair Mubarik @sntariq . Ramzan Mubarik to you too
Khair mubarik
Resteem bot Service! Promote Your New Post.Find New Followers - Upvotes. Send 0.400 SBD and your post url in memo and we will resteem your post to 9500+ followers from two different account.@stoneboy and @vimal-gautam.
Welcome to Ramadhan Mubarik
Thanks @ctsha and Ramzan Mubarik to you too ! Have a Great and Healthy Day