khudse likhi ek shayari | apne lockdown k halat| ye waqt bhi gujar jayega

in #shayari4 years ago

Ye waqt bhi gujar jayega or firse naya savera ayega..... Mana ki aaj kcch majbooriya h... Hoti kbhi kbhi kcch duriya h...mushkil bhot h lekin waqt hi to h..... Ye bhi gujar jayega.. yakin rakh ye bss lamha h bikhar jayega..lag to esa rha h jese..sadak khali, bazar khatm, mohalle viran h...ye wo darrr h jo hmko harane aaya h... magar ye baat bhi srf apni hi h ki..., ye masla bhi sulajh jayega.. mushkil bhot h mgr ye lamha bhi bikhar jayega..ye waqt bhi gujar jayega❤️

Coin Marketplace

STEEM 0.15
TRX 0.23
JST 0.032
BTC 84411.56
ETH 2331.47
USDT 1.00
SBD 0.67